Crazy Kiya Re lyrics

Sunidhi Chauhan

chori chori kiyaa re,
dil ye dil liyaa re - 2
jaadu se jaadu kiyaakiyaa re
jaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,
uski yaadon mein, uske khwaabon mein
jhoome jiyaa recrazy kiyaa re

naa usko pataa, naa uski khataa
main uspe mar gayi, zaraa usko bataa,
dheere dheere ikraar mein,
kabhi kabhi intezaar mein ,
uske hi pyaar meinjhoome jiyaa recrazy kiyaa re

main yahaan bhi gayi, main wahaan bhi gayi,
sochaa pal pal use, main jahaan bhi gayi
din ho yaa raat ho
woh mere saath ho
jab uski baat hojhoome jiyaa recrazy kiyaa re

chori chori kiyaa re,
dil ye dil liyaa re - 2
jaadu se jaadu kiyaakiyaa re
jaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,
uski yaadon mein, uske khwaabon mein
jhoome jiyaa recrazy kiyaa re
Izvajalec: Sunidhi Chauhan